Aslam U Alikum
meray masla ya hai k meri ager abhi 17 hai or meray qad choota hai,, pura 5 b nahi hia ,, koi tariqa baatan jiss say meray qad kuch inch or lamba ho jaya,, wating 4 ur reply
saba saeed
Dear app long kad kay liay daily namaz ada kaian our us kay bad werzesh us tara kayian k app 5 mints kay liay kisi hight bar latka kary yua exercise 30 days thak kayian ok pay asif
asif
main namaz pernay ki koshish karti hoon lakin shataan meray sar per sawar rahta hain bataee main kaisay adaat banaoon namaz ki plzz zaroor reply karay thanks....
lubna khan
Aap aisa karian keh jab bhi aap letain toh apnay paon ka hissa sar kay hissay se neechay rakhain matlab yeh keh sar paon se ooper rahay is se aap kay paon kee taraf khoon ka doraan jayay gaa aur kad jaldi barhay gaa okay bye
Zuhaib Rabbani